Lyric of Hindi song Piyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Piyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye Kunal Ganjawala, Shreya Ghosal, Ustad Sultan Khan -- -- Big Brother -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

piyaan jab se more naina tohse lad gaye

piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2
baanwari si phiru
tera intzaar karu
kyun tadpa diya
jiyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2
baanwara sa phiru
tera intzaar karu
kyun tadpa diya
jiyaan jab se more naina tohse lad gaye

tera roop chaandani si dhoop hai
chandan sa mehka tan yeh khoob hai
tera dhang aisa hai lajawaaab
teri sharm haaye suroor hai
tera roop chaandani si dhoop hai
maalik ne tujhe banaake, phir tujh sang preet laga ke
yeh karam hai kiya, re piyaan
piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2
naina aa aa...
jab se more naina
jab se mo o o o... ree naina....
naina aa aa...
naina aa aa aa...

tujko paake mere saajan yuun laga
tapti zameen ko saawan ho mila
tan mann ke madhuban ki har kali ko
subah ki shabnam ka sang mila
tujko paake mere saajan yuun laga
tujke paake lagein hai aise
kayi janmon ka haal jaise, maalik ne hai sun liya, re jiyaan
jiyaan jab se more naina tohse lad gaye
piyaan jab se more naina tohse lad gaye
baanwari si phiru
tera intzaar karu
kyun tadpa diya
jiyaan piyaan
jab se more naina, lad gaye piyaan aaa
jab se more naina tohse lad gaye
haa aa aan, mm mm la la la
jiyaan... lad gaye
jab se more naina tohse lad gaye
jiyaan

Other Songs from this Movie / Album - Big Brother

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Sunidhi Chauhan, Ustad Sultan Khan, Zubin Garg, Udit Narayan, Alka Yagnik, Sadhana Sargam, Roop Kumar Rathod
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Ananvay
Fashion Photographer

Cover Page and Fashion Pages shoots for magazines
Shoots for www.ibibo.com
-

Registered Users

Featured Album