| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Phool Yeh Angaar Ban Gaya | Mohammed Aziz | -- | -- | Phool Aur Angaar | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
phool ye angaar ban gaya - 4 ye haalaat se ek shabanam ka katra - 2, aag ki bouchhar ban gaya phool ye angaar ban gaya - 4 hai kanoon andha adalat hai behari hai jhooti yahaan har gawaahi ke jisane sharaafat dikhaayi usiki sharaafat pe tohamat hai aayi kitaabo kalam ilm ka haath dekho - 2, kaise talwaar ban gaya phool ye angaar ban gaya - 4 chita jal rahi hain behan ki abhi tak mere dil ki geharaayiyon mein o meri behan hai tera khoon shaamil mere gum ki chingaariyon mein tere har gunehgaar ke waaste main - 2, khoon ki kataar ban gaya phool ye angaar ban gaya - 4Tweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Chori Chori Dil Tera | Udita Goswami | -- |
| Mujhko Peena Hai | Mohammed Aziz | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Kumar Sanu, Udita Goswami, Mohammed Aziz |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |