| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Nazar Laaye Na | Rashid Ali, Neeti Mohan | A R Rahaman | A R Rahaman | Raanjhanaa | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Maine haara main, tera saara hoon main Meetha meetha tu, khaara khaara hoon main Tera saara main, saara main (x2) Sindoori rang suhagan sachcha Sachcha re sarmaya jo paaya hai woh Tu dil mein mahi aaya hai Maine mahi paaya hai Nazar laaye na, koi nazar laaye na Dil ne shagun manaya hai Ishq parona aaya hai Nazar laaye na, koi nazar laaye na Nazar laaye jo tumko jal jaaye woh Chaand le jag begana ho Nazar laaye na, nazar laaye na Maine haara main, tera sara hoon main Meetha meetha tu khaara khaara hoon main Tera saara main, saara main (x2) Saara main.. Kaajal teeka peeche kaanon ke, nazaron ko roke re Duniya deti laakhon hi dhokhe, meethi si hoke re Tamke main mirche varoon, saari sharam utaarun Maahi na jag ko haarun Kehta hai dil Kehta hai dil Maine haara main, tera saara hoon main Meetha meetha tu, khaara khaara hoon main Tera saara main, saara main..Tweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Javed Ali, Shiraz Uppal, Jaswinder Singh, A. R. Rahman, Rabbi Shergill, Sukhwinder Singh, Kmmc Sufi Ensemble, Shreya Ghosal, Madhushree, Vaishali, Chinmayi Sripada, Anchal |
| Lyricists: | Irshad Kamil |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | A R Rahaman |
| External Links: | -- |