Lyrics
( He Nadiyaa Kinaare He Raali, Aali Kanganaa
Aise Ulajh Gae, Anaadii Sajanaa )- 2
Nadiyaa Kinaare Aali Kanganaa
He Nadiyaa Kinaare He Raali, Aali Kanganaa
[ Nadiya Kinare Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]
Kaahe Panaghat Uupar, Gayi Thii Chalake Akelii
Maare Hans Hans Taanaa, Saarii Sakhiyaan Sahelii
( Gorii Aur Jaao Na Maano Kahanaa )- 2
Nadiyaa Kinaare Aali Kanganaa
He Nadiyaa Kinaare He Raali, Aali Kanganaa
Ab Khadii Khadii Sochuun
Dekhii Hai Saas Nanandiyaa Sab Kaa Karii Hai Bahaanaa
Ab To Suunii Kalaali Lai Ke Chorii Chorii Jaanaa
( Bhaarii Padaa Re Piyaa Se Milanaa )- 2