Lyrics
Muskurake Dekh,
Zara Muskurake Dekh
Haye, Muskurake Dekh
Muskuraye Raat Ke Baad Hi Subah
Muskuraye Kaanton Mein Phool Manchala
Mushkilein To Mehmaan Hai,
Mushkilein To Aasan Hai
Sharrt Bas Itni Hai,
Unpe Tu Muskaye
Muskurake Dekh,
Zara Muskurake Dekh,
Muskurake Dekh
Toota Ik Tara,
Khali Kahan Hai Aasman
Laakhon Ho Armaan,
Hasta Rahe Jo Dil Sada
Hass-Hass Ke Yaara,
Hass-Hass Ke Yaara
Gum Ko Zara Tu Rula Ke Dekh
Muskurake Dekh,
Zara Muskurake Dekh
Haye, Muskurake Dekh
Haste Honthon Pe,
Roti Ye Aankhein Khoob Hai
Gum Hi Khushi Ka,
Sach Poocho To Mehboob Hai
Daaman Khushi Ka,
Daaman Khushi Ka
Usme Tu Gum Ko Saja Ke Dekh
Muskurake Dekh,
Zara Muskurake Dekh,
Muskurake Dekh
Jaage Hai Chanda Aur
Khwabon Mein Khoya Jahan
Jal Ke Suraj Bhi, Roshan Kare Saara Jahan
Tu Unke Jaisa,
Tu Unke Jaisa
In Raaton Mein Jagmagake Dekh
Muskurake Dekh,
Zara Muskurake Dekh,
Muskurake Dekh
Ro Ke Qismat Pe Tu, Aise Hi Na Baithna
Khayi Hai Thokar Kyun Dil ne Bhi Ye Sochna
Dil Ko Laga Par
O, O, O, Dil Ko Laga Par
Duniya Ko Bhi Aazma Ke Dekh
Muskurake Dekh,
Zara Muskurake Dekh
Haye, Muskurake Dekh
Muskuraye Raat Ke Baad Hi Subah
Muskuraye Kaanton Mein Phool Manchala
Mushkilein To Mehmaan Hai,
Mushkilein To Aasan Hai
Sharrt Bas Itni Hai,
Unpe Tu Muskaye
Muskurake Dekh,
Zara Muskurake Dekh
Haye, Muskurake Dekh
Zara