Lyric of Hindi song Musaafir Jaane Waale

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Musaafir Jaane Waale Udit Narayan, Preeti Uttam Singh -- -- Gadar -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

--MALE--
Mm mm mm mm mm mm - 2
Ho oh oh oh, oh oh oh oh
Musaafir jaane waale
(Musaafir jaane waale, nahin phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale) - 2

--FEMALE--
Aah aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah
Aa aa aa aah, aa aa aa aah
Hmm mm mm, mm mm mm, oh oh oh, oh ho ho

--MALE--
Badi mushkil se dil mein apne - 2
Log basaate hain kuch sapne
Yeh sapne sheeshe ke khilone
Tootke bas lagte hai rone
Dilon pe chhaa jaate hai yeh baadal kaale kaale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale
Musaafir jaane waale, nahin phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale

--FEMALE--
Aa aa aa aah, aa aa aa aah
O dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--CHORUS--
O dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--FEMALE--
Yaad aayengi
O yaad aayengi bas jaane waalon ki kahaaniyaan
Dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--CHORUS--
O dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--FEMALE--
Oh aa aa aah, aa ha ha, aah aah

--MALE--
Na jaane kya chhoot raha hai
Oh, na jaane kya chhoot raha hai
Dil mein bas kuch toot raha hai
Honton par nahin koi kahaani
Phir bhi aankh mein aa gaya paani
Nahin hum bhoolne waale, nahin tum bhoolne waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale
(Musaafir jaane waale, nahin phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale) - 2
Oh oh oh oh, aa aa aa, aa aa aah, oh oh oh oh

Other Songs from this Movie / Album - Gadar

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Parveen Sultana, Ajay Chakrabarty, Udit Narayan, Preeti Uttam Singh, Rakesh, Alka Yagnik, S.nihar
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Shoma Ghosh
Versatile Singer

winner of district level
perform for many social organisation
got first award at the age of 4

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 25951