| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Meri Mitti Ki Duniyaa Niraali | S D Batish, Rafiq Ghaznavi | -- | -- | Sham Savera | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
meri mitti ki duniyaa niraali jahaan bhagawaan basen Rafiq Ghaznavi: phuulon se rang churaayaa kaanton se dard milaayaa komal saa pankhadiyon se belon ne pyaar sidhaayaa main huun sundaraban kaa maali oaa jahaan bhagawaan basen hiranon ne aankhen pherin moron ne naach sikhaayaa madh bhari koyal ki kuu kuu pi pi papihaa ne gayaa ban ke panchhi ki umadaa nishaani jahaan bhagawaan basen gurbon kaa saath jahaan hai pariyon kaa naach jahaan hai sundar taanon kaa rasilaa prem kaa git jahaan hai main ne jaaduu ki nagari basaa li jahaan bhagawaan basen S D Batish: hon jahaan chaandani raaten pyaar-o-muhabbat ki ghaaten sundar sunaharaa jivan ho kyuun na hon pyaar ki baaten tuu ne gangaa ki nadiyaa bahaali oaa jahaan bhagawaan basen jivan men thaa jo andheraa kiranon ne kiyaa saveraa khilaa kamal hai suhaanaa swarg banaa ghar teraa tuu ne prit nagariyaa basaali oaa jahaan bhagawaan basenTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | -- |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |