Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
---|---|---|---|---|---|---|
Meri Kahaani Bhulne | Mohammed Rafi | -- | -- | Deedar-1951 | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
(meri kahaani bhoolne waale...e...e...) meri kahaani bhoolne waale, tera jahaan aabaad rahe meri kahaani.. teri khushi par mein mit jaaoon, duniya teri aabaad rahe meri kahaani.. mere geet sune duniya ne magar mera dard koi na jaan saka na jaan saka ek tera sahaara tha dil ko ek tera sahaara tha tu bhi na mujhe pahechaan saka-2 bachapan ke woh geet puraane, aaj tujhe na yaad rahe meri kahaani....... mein apana fasaana keh na saka mere dil ki tamanna dil mein rahi lo aaj kinaare par, lo aaj kinare par aake..e..e.. aramaanon ki kashti doob gaee-2 kismat ko manzoor yahi tha, lab par mere fariyaad rahe meri kahani..... Posted by: p u r n i m aTweet
Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
---|---|---|
Bachpan Ke Din Bhula Na Dena | Lata Mangeshkar | -- |
Chaman Mein Reh Ke | Shamshad | -- |
Dekh Liya Maine | Lata Mangeshkar | -- |
Duniya Ne Teri Duniya Wale | Lata Mangeshkar | -- |
Huye Ham Jhinke Liye | Mohammed Rafi | -- |
Le Ja Meri Duaaen | Lata Mangeshkar | -- |
Naseeb Dar Pe Tere | Mohammed Rafi | -- |
Nazar Phero Na Hamse | G. M. Durrani | -- |
Tu Kaun Hai Mera Keh De | Lata Mangeshkar | -- |
Film cast: | -- |
Singers: | Shamshad, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, G. M. Durrani |
Lyricists: | -- |
Film Director: | -- |
Music Director: | -- |
External Links: | -- |