Lyric of Hindi song Mazaa Aa Gaya

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Mazaa Aa Gaya -- -- -- Victory -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Sapna Sachchaa Hogaya 
Hogaya Hogaya
Sab Kuch Achchhaa Hogaya 
Hogaya Hogaya

Indian Cricket Team Mein 
Apna Bachchaa Hogaya

Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya...

Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya...

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya...

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Khabar Kya Sunaai 
Khabar Kya Sunaai 
Nashaa Chhaa Gaya

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Hey.......

Dham Dham Dhol Bajaane Do
Aaj Khushi Mein Gaane Do
Madhoshi Badh Jaane Do..
Jhoom Jhoom Ke Aaja Jhoom Jhoom Ke

Jo Socha Vo Paaya
Lo Manzil Pe Aaya
Bhatakta Hua Raasta...

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya...

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Khabar Kya Sunaai 
Nashaa Chhaa Gaya

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Desh Mein Naam Kamaayega
Phir Foreign Bhi Jaayega
London Australlia Mein Jaakar 
Sabki Band Bajaayega

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya...

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Khabar Kya Sunaai 
Nashaa Chhaa Gaya

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Kab Se Yeh Armaan Tha...
Dil Mein Toofaan Tha..
Ab Saari Duniyaa Jaanegi
Kal Tak Anjaan Tha...

Teri Duaa Daata 
Teri Duaa Daata 
Sach Hogaya Sapna Tera

Jahaan Jaaoonga Naam Kar Jaaoonga
Mere Daata Yeh Vaada Rahaa..

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya...

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Khabar Kya Sunaai 
Nashaa Chhaa Gaya

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Sapna Sachchaa Hogaya 
Hogaya Hogaya
Sab Kuch Achchhaa Hogaya 
Hogaya Hogaya

Indian Cricket Team Mein 
Apna Bachchaa Hogaya

Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya...

Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya Hogaya
Hogaya...

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya..

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re 
Mazaa Aa Gaya

Other Songs from this Movie / Album - Victory

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Sonu Nigam, Suresh Wadkar, Altaf Raja, Sudesh Bhosle, Anushka Manchanda, Krishna Beura, Shaan
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Raghavendra Shanbhag
Whistling

Member of Indian Whistlers Association
Member of Int. Whistling Association
Whistled in Many Language Songs

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 26933