Lyric of Hindi song Mausam Ki Sargam Ko

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Mausam Ki Sargam Ko Kavita Krishnamurthy, Shraddha -- -- Khaamoshi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja

Har sur pe dil yoon dhadke
Ki saawan mein agan ye bhadke sun kar ye sada
Har sur pe dil yoon dhadke
Ki saawan mein agan ye bhadke sun kar ye sada
Aise aaj do khaamoshi bol uthey
Palkhein bheeg jayein jal barse bina ghata
Gayeja       gayeja   gayeja

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja

Phir ek din le jayega
Ghunghta tera uthayega koi raajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta tera uthayega koi raajkumar
Phir ye roop rang ban jayega chaman
Hoga ang ang ek masti bhari bahaar
Gayeja       gayeja   gayeja

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja
Gayeja    gayeja

Other Songs from this Movie / Album - Khaamoshi

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kumar Sanu, Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik, Hariharan, Udit Narayan, Jagjit Singh, Sulakshana Pandit
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Prashant Kum Pradhan
Sitar Player

Sitar player
Mohanveena Player
Surbahar player

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 2503