| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Man Mein Mere Angaare Hain | Sudhir Phadke, Lata Mangeshkar | -- | -- | Maalti Madhav | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
chhabi teri madhur madhur pyaare par aansuu mere haare hain nainon se bahe jal ki dhaara man mein mere angaare hain man mein mere angaare hain - 3 su: aasha ke palav suukh gaaye aasha ke palav suukh gaaye kumhalayi sapanon ki kaliyaan kal milan murali ka baagi jahaan suuni man madhuban ki galiyaan suune nainon ke gagan bich ye aansuu bhor ke taare hain man mein mere angaare hai man mein mere angaare hain jab chaah na puuri honi thi jab chaah na puuri honi thi di chaah milan ki kyon man ko yuun jina hai to jine ka adhikaar diya kyon jivan ko kab ghadi milan ki aayegi ye vikal praan path haare hain man mein mere angaare hain man mein mere angaare hainTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Baandh Priti Phuul Dor | Lata Mangeshkar | -- |
| Koi Bana Aaj Apana | Lata Mangeshkar | -- |
| Main Yauvan Ban Ki Kali | Lata Mangeshkar | -- |
| Man Saunp Diya Anjaane Mein | Lata Mangeshkar | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Lata Mangeshkar |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |