Lyric of Hindi song Main Qaidi Number 786

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Main Qaidi Number 786 Shahrukh Khan -- -- Veer Zaara -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Mein Kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon. 
Din, mahinein, saloon ko, yug mein badal te dekh ta hoon. 
is miti se mere bauji ki kheton ki khushbu ati hai 
yeh dhoop meri matti ki thandi chaas yaad dilati hai 
yeh barish mere sawaan ke jhoolon ko sang sang lati hai 
yeh saardi meri lodi ki aag sikh ke jati hai 

woh kehta hai yeh tera desh nahi 
phir kyun mere des jaisa lagta hai 
woh kheta hai mein us jaisa nahi 
phir kyun mujh jaisa woh lagta hai 

mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon 
sapno ke gawn se utri 
ek nani pari ko dekh ta hoon 
kehti hai khud ko Saamiya aur mujh ko Veer bulati hai 
hai bilkul begani paar apno si zid woh karti hai 
uski sachi baaton se phir jeene ko maan karta hai 
uske kaasmon vado se kuch karne ko maan karta hai 

Mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon 
mere gawn ke raango mein lipti ek nayi Zaara ko dekhta hoon 
Mere khwabon ko pura karte 
khud ke khwab bhool chuki hai woh 
mere logo ki sewa karte 
apne logo ko chor chuki hai woh 
uska daaman aab khushion se bharne ko jee karta hai 
uske leya ek aur zindagi jeene ko jee karta hai 

Woh khete hai ke mein, mera desh uska nahi 
phir kyun mere ghar woh rehti hai 
woh kehte hai ke mein us jaisa nahi 
phir kyun mujh jaisi woh lagti hai 

mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon
Woh khete hai ko woh koi nahi teri 
phir kyun mere liye dunya se woh larti hai 
woh khwta hai ke mein us jaisa nahi 
phir kyun mujh jaisi woh lagti hai

Posted By : Babydoll

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Ahmed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd. Vakil, Javed H, Udit Narayan, Lata Mangeshkar, Gurdas Maan, Pritha Majumdar, Sonu Nigam, Yash Chopra, Roop Kumar Rathod
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Vijaykumar Patil
Classical Vocalist

“Tamankar Award”
“Rajyotsava Yuva Puraskar”.
“Kala Pratibhotsava Yuva Puraskar”

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 851