Lyric of Hindi song Kitna Aasaan Hai Kehna

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Kitna Aasaan Hai Kehna Lata Mangeshkar -- -- Dostana -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

kitna aasaan hai kehna bhul jaao bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana 
kitna aasaan hai kehna bhul jaao 
kitna mushkil hai par bhul jaana
ho na jaana na jaana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana

bin soche bin samjhe log
maajhi toh ban jaate hain
unko yeh maloom nahi
ke toofan bhi aate hain
kitna aasan hai maajhi ban jaana 
kitna mushkil hai paar lagana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana

ha tumko hai dard bada
isi duniya ki rasmon ka 
ulfat mein jo khayi thi
kya hoga uss kasmon ka
kitna aasaan hai vaaden todd dena
kitna mushkil hai vaaden nibhana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana
ho na jaana na jaana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao bhul jaao bhul jaao

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Vishal Dadlani, Shreya Ghosal, Raja Hasan, Amanat Ali, Shaan, Salim Merchant, Sunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan, Mohammed Rafi
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Aakash Jain
Model & Actor

Director in 4 Feature Films
Professional Model & Actor
Production Manager in 1 Feature Film

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 13619