Lyrics
(Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam - 2
Sharaab Jisne Banaayi (Use Hamara Salaam) - 2 ) - 3
Ye Jeete Ji Hi Karati Hai Sair Jannat Ki - 3
Isiliye Hi To Shayad Hui Sharab Haraam - 2
Sharab Jisane Banayi (Use Hamara Salam) - 2
Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam
Ye Maikada Hai Yaha Ka Nizaam Ulka Hai - 3
Jo Ladkhada Na Saka Peeke Ho Gaya Badnaam - 2
Sharab Jisane Banayi (Use Hamara Salam) - 2
Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam
Sharab Itani Sharifaana Cheez Hai Aadam - 3
Ke Peeke Aadami Sach Bolta Hai Subhaho Sham- 2
Sharab Jisane Banayi (Use Hamara Salam) - 2
Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam
[ Khuda Ka Shukra Hai Songs Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]