Lyric of Hindi song Khoyi Khoyi Aankhein Hain

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Khoyi khoyi aankhein hain Shaan -- -- Tehzeeb -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

(Naara chik naari naari -2
Naara chik naari naari wo…) -2
Khoyi khoyi aankhein hain…

(Khoyi khoyi aankhein hain, gori gori rangat hai
Lambe lambe gesoo hain, bholi bholi soorat hai) -2
Hey.. hey... hey…hey…
(Aadi aadi chitvan hai, tedi tedi abroo hain
Neechi neechi nazarein hain, kuchh kuchh dil mein ulfat hai) -2

Yun reh reh kar ghabraata hai....
Yun reh reh kar ghabraata hai dil shauq se umadta jaata hai...
Aur taaza taaza....
Aur taaza taaza ishq huwa aur dheemi dheemi vahshat hai
(Khoyi khoyi aankhein hain, gori gori rangat hai
Lambe lambe gesoo hain, bholi bholi soorat hai) -2
Hey.. hey... hey…hey…

Khoobi kuchh husn ki kahiye....
Khoobi kuchh husn ki kahiye, hai aag chhupaana varna
Jhoothhe jhoothhe waadon mein kuchh aisi waisi zillat hai
Bhar bhar aaye na bhala dil....
Bhar bhar aaye na bhala dil, kaise haay in sheron par
Sachchi sachchi baatein hain, haan poori poori raunaq hai
(Naara chik naari naari -2
Naara chik naari naari wo…) -2
Khoyi khoyi aankhein hain, gori gori rangat hai
Lambe lambe gesoo hain, bholi bholi soorat hai
Hey.. hey... hey…hey…
Naara chik naari naari -8

Other Songs from this Movie / Album - Tehzeeb

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Mathangi, Anupama Deshpande, Sukhwinder Singh, Asha Bhosle, Sujata Bhattacharya, Vijaya
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Keshav Prasad
Performing Artist

One among Top 20 in Indian Idol4
Finalist in Voice of Bangalore 2008
Awarded by the Indian Ambassador to Bahrain as "The Rising Star"

Registered Users

Featured Album