Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
---|---|---|---|---|---|---|
Khabardaar - Maut Ka Zaayeka | Sukhwinder Singh, Mohana Sarkar | -- | -- | Darna Zaroori Hai | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
maut maut maut khabardaar maut ka zaayeka... hota hain mazedaar maut ka zaayeka hota hain mazedaar maut bhi sabko yaha milti hai ek baar tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de karna hain jo tujhko woh karke dikha de jeena yaha sau baar marna ek baar khabardaar - 4 khabardaar teri adaa duniya se judaa jitni bhi chahe masti luta teri adaa duniya se judaa jitni bhi chahe masti luta jaan hatheli pe rakh de teri jawani hain ek mazaa tu kya hain yeh bata duniya ko yeh dikha tere jaisa na yaha hain koi dusra dam nikal jaayega sabka tu hain jaandaar khabardaar - 4 khabardaar ek raat ka hain yeh jalwa kya hain bharosa kal ka ek raat ka hain yeh jalwa kya hain bharosa kal ka yeh zindagi hai ek dilruba yeh zindagi hai ek bewafa nazron ke teer se tu bach na paayega aayega jaal mein toh fasta jaayega teri himmat ke iraade sab hain shaandaar khabardaar - 4 khabardaar maut ka zaayeka hota hain mazedaar maut bhi sabko yaha milti hai ek baar tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de karna hain jo tujhko woh karke dikha de jeena yaha sau baar marna ek baar khabardaar - 4 khabardaarTweet
Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
---|---|---|
Aa Aake Darr | Mohana Sarkar | -- |
Film cast: | -- |
Singers: | Mohana Sarkar |
Lyricists: | -- |
Film Director: | -- |
Music Director: | -- |
External Links: | -- |