Lyric of Hindi song Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do Mukesh, Lata Mangeshkar -- -- Malhaar -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

lata:
kahaan ho tum zaraa aawaaz do, hum yaad karate hai
kabhi bharate hai aanhe, aur kabhi fariyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

lata:
judaa bul-bul hai apane phool se, aur ro ke kaheti hai- 2
ari duniyaa kiyaa who zulm, jo saiyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

mukesh:
jaha hai aur ab jis haal mein hai, hum tumhaare hai- 2
tumhi aabaad ho dil mein, tumhi ko yaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

lata:
humaari bebasi ye hai ke hum kuchh kahe nahin sakate- 2
wafa badnaam hoti hai, agar fariyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

mukesh:
tere qadamon mein rahene ki tamanna, dil mein rakhate hai- 2
judaa duniyaa ne hum ko kar diya, fariyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

Posted by: p u r n i m a

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Mukesh, Lata Mangeshkar
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Neela Mishra
Kathak Dancer

Received teaching from the Lucknow school of kathak
M.A In Political Sceince
Participated in Local Dance Competitions

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 21389