Lyric of Hindi song Kaala Jaadu

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Kaala Jaadu Ishq Bector Ishq Bector Ishq Bector Allah Ke Banday -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Kaala jaadu, kaala jaadu ..
Raku bhai, yeh sab kya ho raha hai bhai
Sab ulta pulta ho raha hai bhai

Kaala jaadu ho gaya re kaala jaadu ho gaya - 2 times
Chhote ab toh tu gaya re, chhote ab toh tu gaya - 2 times
Kaala jaadu ho gaya re kaala jaadu ho gaya - 2 times
Chhote ab toh tu gaya re, chhote ab toh tu gaya - 2 times

Lekin bhai, apun pakde gaye toh
12 kya 24 mulkon mein
Apna darr hai sab dilon mein
Don hai apun bol kya samjha
Kya
Apni bhi toh photo voto
TV FM pe dikha do
Ho jaayenge kitne mein fanaa
Kya
Abhi laathi kha ke, jail mein jaa ke, gandhigiri karenge - 2 times
Duniya ko bhi do tukdon mein aadha aadha karenge - 2 times
Toh jaao dilli, yeh baatein bhi sansat mein uthaao re

Kaala jaadu ho gaya re kaala jaadu ho gaya - 2 times
Chhote ab toh tu gaya re, chhote ab toh tu gaya - 2 times

It\'s black magic ..
Hands up, hands up ..
Arrey baap re, abhi kya hoga

Sunn be chhote, dil pe mat le, mauka hai abhi bhi wat le
Game nahi yeh sab ke bass ka
Kya
Khenche shaana yaku boxer, aayenge jab get together
Phat jaayegi sab ki yahaan
Kya
Iss ko todo, uss ko phodo, soch voch ke kya karna - 2 times
Bhaigiri ka licence do ya yahin pe denge hum dharna - 2 times
Hosh mein aane se pehle phir do dam aur lagaao re

Kaala jaadu ho gaya re kaala jaadu ho gaya - 2 times
Aadha bheja so gaya re, aadha bheja so gaya - 2 times
Kaala jaadu ho gaya re kaala jaadu ho gaya - 2 times
Chhote ab toh tu gaya re, chhote ab toh tu gaya - 2 times

It\'s a black magic baby

Other Songs from this Movie / Album - Allah Ke Banday

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Hamza Faruqui, Krishna Beura, Kailash Kher, Ravi Khote, Sunidhi Chauhan
Lyricists: Sarim Momin, Kailash Kher, Faruk Kabir
Film Director: --
Music Director: Ishq Bector
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

SHAILENDRA MISHRA
Tabla Player

representative of banaras and farukhabad gharana.
regularly featured artist at both national and international levels.
has played with stalwarts of indian music and with other styles too.

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 28649