Lyric of Hindi song Jane Kyon (Soul Version)

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Jane Kyon (Soul Version) Naresh Iyer Pritam Pritam Always Kabhi Kabhi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Jane kyon, har lamha hai tham gaya

Jaane kyun, hoon zara jum gaya

Jaane kyun, aankhen namm si hui

Jaane kyun, manzilen kho gayi aur so gayi

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ki yeh baatein

Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ki yeh baatein

Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Jaane kyun, har lamha hai tham gaya

Dil jo kuch hai keh raha

Kyun sunta hai koi naa

Jahaan chhode thay pal kuch haseen

Wahin ab main dekhoon toh hai koi bhi nahin

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ki yeh baatein

Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ki yeh baatein

Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Apeksha Dandekar, Bhavin Dhanak, Sanahmoidutty, Benny Dayal, Roshan Abbas, Ishq Bector, Suhail Kaul, Sunidhi Chauhan, Shaan, Aditi Singh Sharma, Shafqat Amanat Ali Khan, K. K., Anupam Amod
Lyricists: Roshan Abbas, Amitabh Bhattacharya, Prashant Pandey, Irfan Siddique
Film Director: --
Music Director: Pritam
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Jig
Entertaining

business degree
work in entertanment business
still searching

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 66736