Lyric of Hindi song Jab Tak Hai Jaan(Poem)

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Jab Tak Hai Jaan(Poem) Shah Rukh Khan A R Rahaman A R Rahaman Jab Tak Hai Jaan -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Teri aankhon ki namkeen mastiyan
Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan
Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
Nahi bhoolunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Tera haath se haath chhodna
Tera saayon se rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Baarishon mein bedhadak tere naachne se
Baat baat pe bewajah tere roothne se
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
Mohabbat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan..

Tere jhoothe kasme vaadon se
Tere jalte sulagte khwabon se
Teri be-raham duaaon se
Nafrat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Rabbi Shergill, Javed Ali, Shakthisree Gopalan, Shreya Ghosal, Mohit Chauhan, Harshdeep Kaur, Neeti Mohan, Shilpa Rao, Raghav Mathur
Lyricists: Gulzar
Film Director: --
Music Director: A R Rahaman
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Pt. RAJEEV JANARDAN
Sitar Exponent

National Merit Scholarship by Govt. of India.
SURMANI
Cassette for Spastic & Handicapped children

Registered Users

Featured Album