| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Jaago Jaago | Lata Mangeshkar | -- | -- | Jaagte Raho | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
la: jaago cho: jaago jaago la: jab ujiyaara chhaaye man ka andhera jaaye kiranon ki raani gaaye jaago he, mere man mohan pyaare cho: jaagi re jaagi re jag kaliyaan jaagi -2 jaagi re jaagi re jaagi re jaagi re jaagi re jag jag jaago mohan pyaare jaago -2 nav yug choome nain tihaare jaago, jaago mohan pyaare cho: jaagi jaagi re jag kaliyaan jaagi -2 jaagi re jaagi re jaagi re jaagi re jaagi re jag jag ( bheegi bheegi ankhiyon se musakaaye ye nai bhor tohe ang lagaaye ) -2 baahen phaila o dukhiyaare jaago mohan pyaare ... ( jisane man ka deep jalaaya duniya ko usane hi ujala paaya ) -2 mat rahana ankhiyon ke sahaare jaago mohan pyaare ... ( kiran pari gagari chhalakaaye jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye ) -2 phool bane man ke angaare jaago mohan pyaare ...Tweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Aiven Duniya Deve Duhaai | S. Balbir | -- |
| Thandi Thandi Saawan Ki Phuhaar | Asha Bhosle | -- |
| Zindagi Khvaab Hai | Mukesh | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Mohammed Rafi, S. Balbir, Asha Bhosle, Mukesh |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |