| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Is Desh Ke Jawaano | Zeenat Begum | -- | -- | Farz (1947) | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
( is desh ke jawaano ko ab aazmaaya jaayega aazamaaya jaayega ) -2 shola hai zameen bani bijli giraaye aasmaan aag ke sholo pe chala desh ka ye kaarwaan kaun seena taan nikale -2 desh mere ka jawaan hind par wo mar mite ooncha kare komi nishaan -2 kaun aage badhke pehale pehali goli khaayega aazamaaya jaayega desh ki vidhwaa pukaare bhaag jinke so gaye saaye sar se utha gaye bachhe yateem ho gaye gurbat ka ek toofaan utha -2 bahanon se bhaai kho gaye maataaon ki aankhon ke taare rote rote so gaye kaun aaj in deviyo ke rote dil hansaayega aazamaaya jaayega is desh ke jawaanon ko ab aazmaaya jaayega aazmaaya jaayega umangein mit rahi hain aaj be-naam-o-nishaan ho kar bata aye kaatib-e-kismat likha kaya badgumaan ho kar tavaqqo thi vo aayenge to dil ko chain aaye ga magar betaabiyaa utthi kaleje mein jawaan ho karTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | -- |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |