| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories | 
|---|---|---|---|---|---|---|
| Insaan Tha Pehle Bandar | Shanti Mathur | Naushad | Naushad | Son Of India-1962 | -- | -- | 
Average Rating: 0
Total Votes: 0
kahte the ustad hamare naam tha jinka mchhandar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar lambi dum wale the sare apni pavo ke andar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar na koi jhon tha na koi abdul na koi tha gopal sabki surat ek jiasi thi ek thi sabki chal ek thi sabki chal nage phirte the jangal me banke mast kalandar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar kahte the ustad hamare naam tha jinka mchhandar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar kam kiya ye pahla humne ban gyae jab insan miti ke do char gharo me bant diye bhagwan bant diye bhagwan kisi ne bola uncha gir ja kisi ne mast smandar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar lambi dum wale the sare apni pavo ke andar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandar kahte the ustad hamare naam tha jinka mchhandar insan tha pahle bandar insan tha pahle bandarTweet
| Film cast: | -- | 
| Singers: | Shanti Mathur, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Geeta Dutt | 
| Lyricists: | Shakeel Badayuni | 
| Film Director: | -- | 
| Music Director: | Naushad | 
| External Links: | -- |