Lyric of Hindi song Hume Un Raaho Par Chalna Hai

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Hume Un Raaho Par Chalna Hai Subir Sen Robin Banerjee Robin Banerjee Masoom (1960) -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

un raho par chalna hai 
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai diye auro ke liye
in tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai

jab tak na lagan ho sine me
bekar hai aise jine me
jab tak na lagan ho sine me
bekar hai aise jine me
jalna hai hume chanda ki tarha
suraj ki tarha yuhi dhalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai diye auro ke liye
in tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai

mai pas rahu ya dur rahu
ye bat abhi tumse kah du 
mai pas rahu ya dur rahu
ye bat abhi tumse kah du
murjhana nahi phulo ki tarha 
deepak ki tarha hume jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai diye auro ke liye
in tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai

aakash se aati hai ye sada
hum aaye kadar tu ji na jala
aakash se aati hai ye sada
hum aaye kadar tu ji na jala
kabhi gam hai yaha kabhi hai khushiya
har hal me humko palna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai diye auro ke liye
in tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Ranu Mukherjee, Mohammed Rafi, Sabita Banerjee, Sudha Malhotra, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur
Lyricists: Shailendra, Raja Mehdi Ali Khan, Sahir Ludhiyanvi
Film Director: --
Music Director: Robin Banerjee
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Lokeshanand
Shehnai Player

honored with “Abhinav Kala Samman” for the year “surmani”, “Sangeet Sadhak”
Presently he is learning from “Sangeet Martand Pandit Jasraj”
worldwide performance in Japan, malasiya, singapore, potugal,etc.

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 394