Lyric of Hindi song Hum Subah Ke Bhoolon

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Hum Subah Ke Bhoolon Vijay Mishra, Ghulam Murtuza Khan, Ghulam Qadir Khan Sandesh Shandilya, Nitin Kumar Gupta, Prem Hariya Sandesh Shandilya, Nitin Kumar Gupta, Prem Hariya Road To Sangam -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Woh Subah Gaya, Shaam Talak Ghar Nahi Aaya
Usse Bhula Hua Kehdu Mere Dil Mein Nahi Aaya
Main Jisko Poojta Hoon
Woh Mujhko Samaj Kyun Nahi Aaya
Sajde Mein Hoon Umar Se, Asar Kyun Nahi Aaya

(Hum Subah Ke Bhoolon Ko Ptaa Ghar Ka Bata De) - 3
(Ae Shah He Kalandar Hume Tu Jeena Sikha De) - 2
Woh Kaun Si Masti Hai Jise Tune Paa Liya
Jise Tune Paa Liya Ki Jise Tune Paa Liya
Hum Par Bhi Thoda, Thoda Thoda
Hum Par Bhi Thoda, Thoda
(Hum Par Bhi Thoda Sufiyon Sa Rang Chada De) - 2
(Hum Subah Ke Bhoolon Ko Ptaa Ghar Ka Bata De) - 2
Kehne Ko Bahut Kuch Hai, Muh Mein Subaan Bandh
Saans Bandh, Baat Bandh, Dil Dimaag Bandh
Ik Doosre Se Darr Ke Sabhi Ghar Mein Kaid Hain
Kaam Se Bas Kaam Rakhenge Kiwad Bandh
Darvesh Gaa Raha Hai
Mohabbat Ke Taraane, Darvesh Gaa Raha Hai
Mohabbat Ke Taraane
Ab Tak Nahi Ruka Fakir, Ab Tak Nahi Ruka Fakir
Beetay Zamaane, Beetay Zamaane
(Hum Bhi Adhe Hain Zid Par, Hum Bhi Hain Sayane) - 2
(Humne To Kar Rakhe Hain Apne) - 2
Aakh Kaan Bandh, Aakh Kaan Bandh
(Rabba Mere, Maula Mere) - 3
Tera Hai Dar, Rabba Mere
Khula Hua, Maula Mere
Tera Hai Dar Khula Hua, Dil Bhi Khula Hai
Bas Tu Hi Jaanta Hai Kya, Tujhko Mila Hai
(Rabba Mere, Maula Mere) - 5

Jo Dekhta Rehta Hai Tu, Manzar Woh Dikha De
(Baithe Bithaye Naachne Ka, Dangh Sikha De) - 2
(Hum Par Bhi Thoda, Thoda) - 2
(Hum Par Bhi Thoda Sufiyon Sa Rang Chada De) - 2
(Hum Subah Ke Bhoolon Ko Ptaa Ghar Ka Bata De) - 2
Mehnat Mashakkaton Ke Niwale Nahi Rahe
Aankhein Mila Ke Bol Niwale Nahi Rahe
Ghar Ke Bujurgh Saare Gharon Se Nikal Gaye
Baahar Bhi Ab Woh Paid Puraane Nahi Rahe
Bhudi Bali Kahani Ko Ab Kaun Sunaye
Naani Nahi Rahi Woh Nawase Nahi Rahe
Sab Keh Rahe Hain Ya Khuda Kya Waqt Aa Gaya
Roshni Ke Sir Pe Andhera Sa Cha Gaya
Sab Keh Rahe Hain Ya Khuda Kya Waqt Aa Gaya
Roshni Ke Sir Pe Andhera Sa Cha Gaya
Dharm Khatre Mein Hai Usko Bachaane Nikle Hain
Mazhabi Log Ab Mazhab Jataane Nikle Hain
Laal Aa Ke Liye Khanjar Nikle Hain
(Na Samaj Log Apna Ghar Jalaane Nikle Hain) - 3

(Rabba Mere, Maula Mere) - 3
Ab To Nazar, Rabba Mere
Karam Ki Hum Par, Maula Mere
Ab To Nazar Karam Ki Hum Par Bhi Tu Ali Kar
Hakk Mein Doa Hamare Bhi Thodi Si Kabhi Kar
Tauba Ke Baad Phir Gunah
Phir Se Tauba Phir Se Gunah
Sab Kuch Galat Salat Hai, Nabi Tu Hi Sahi Kar
(Rabba Mere, Maula Mere) - 3
(Nafrat Se, Adaawat Se, Burai Se, Badi Se) - 2
(Kaise Tune Jeet Li Ye Jung Btaa De) - 2
(Hum Par Bhi Thoda, Hum Par Bhi Thoda) - 2
(Hum Par Bhi Thoda Sufiyon Sa Rang Chada De) - 2
(Hum Subah Ke Bhoolon Ko Ptaa Ghar Ka Bata De) - 3
(Ae Shah Kalandar Hume Tu Jeena Sikha De) - 2
Hum Par Bhi Thoda Sufiyon Sa Rang Chada De ..

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kavita Krishnamurthy, Kailash Kher, Hariharan, Shadab Faridi, Keerthi Sagathia
Lyricists: Sudhir Nema
Film Director: --
Music Director: Sandesh Shandilya, Nitin Kumar Gupta, Prem Hariya
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Vyjayanthi Kashi
Classical Dancer

Internationally acclaimed Danseuse
Artistic Director Shambhavi School of Dance
Choreograher, Guru, Therapist

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 17466