Lyric of Hindi song Ho Gaya Hai Tujhako To Pyaar Sajana

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Ho Gaya Hai Tujhako To Pyaar Sajana Udit Narayan, Lata Mangeshkar Jatin-lalit Jatin-lalit Dilwale Dulhania Le Jayenge -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajana, hai ye pyar sajna

dekha na tune mudke bhi pichhe
kuchh der to main ruka tha
jab dil ne tujhko rokna chaha 
dur tu ja chuka tha
huwa kya na jana 
ye dil kyun deewana
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna

ae wakt ruk ja, tham jaa thehar ja
wapas jara daud pichhe
main chhod aayi khudko jaha pe
wo reh gaya mod pichhe
kaha main, kaha tu, ye kaisa hai jadu
are ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna

na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya, kho gaya

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Udit Narayan, Lata Mangeshkar, Abhijeet Bhattacharaya, Asha Bhosle, Pamela Chopra, Kumar Sanu
Lyricists: Anand Bakshi
Film Director: --
Music Director: Jatin-lalit
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

SHOBHA CHOUDHARY
Classical Singer

GOLD MEDALIST IN M.A.(MUSIC)
GOLD MEDAL IN M.PHIL(MUSIC)
She was fortunate to get training in North Indian Classical Vocal Music by

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 49686