Lyric of Hindi song Hindustan Kahan Hai

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Hindustan Kahan Hai Sukhwinder Singh, Mohit Chauhan, Raj Pandit Salim-sulaiman, Ismail Darbar Salim-sulaiman, Ismail Darbar Kaanchi... -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Jai hey jai jai jai
 Jai hey jai hey
 
 Itna bada jahaan hai
 Chalo dhoondh laayein usko
 Jai hey
 
 (Itna bada jahaan hai
 Chalo dhoondh laayein usko
 Saare jahaan se achcha
 Woh hindustan kahan hai jai hey) - (2)
 Jai hey jai hey
 
 Aazad hoke pehle aaya to tha idhar hi
 Raaste mein kho gaya ya woh gaya bikhar hi
 Jai hey jai hey
 
 Aazad hoke pehle aaya to tha idhar hi
 Raaste mein kho gaya ya woh gaya bikhar hi
 Pehle kahaan daya thi daya thi
 Pehle kahaan dharam tha dharam tha
 Sunte the woh wahaan hai jai hey
 
 Itna bada jahaan hai
 Chalo dhoondh laayein usko
 Saare jahaan se achcha
 Woh hindustan kahaan hai jai hey
 Jai hey jai hey jai hey
 
 Koi geet bhi tha uska mujhe yaad aa raha hai
 Bina jaane jiska matlab har neta gaa raha hai
 Jai hey
 Unhein keh do gaayenge hum
 Gaayenge hum jai hey
 Hamein geet woh hai aata - 2
 Jab jan gan man jan gan man
 Jab jan gan banega naayak
 Khud apna bhagya vidhata jai hey
 (Punjab sindh gujarat maratha jai hey
 Mein sindh ki kami kaheen hai) - (2)
 Aazadi ke samay se yun to
 Uski bhi la yahin kahin hai jai hey
 
 (Itna bada jahaan hai
 Chalo dhoondh laayein usko) - (2)
 Saare jahaan se achcha
 Woh hindustan kahan hai
 Jai hey jai hey
 
 Itna bada jahaan hai
 Chalo dhoondh laayein usko
 Saare jahaan se achcha
 Woh hindustan kahan hai jai hey
 Jai hey jai hey
 
 Saare jahaan se achcha jai hey
 Hindustan kahaan hai
 Saare jahaan se achcha
 Hindustan kahan hai

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Sukhwinder Singh, Mika Singh, Aishwarya Majmudar, Sonu Nigam, Ismail Darbar, Anwesha Datta Gupta, Aman Trikha, Sanchita, Subhash Ghai, Neeti Mohan, Suzanne D'mello, Avril Quadros
Lyricists: Irshad Kamil
Film Director: --
Music Director: Salim-sulaiman, Ismail Darbar
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Saibal Roy
Bengali Folk Singer

50th anniversary Award by Gurusaday Museum
Basubondhu Natya Samman Award
Prachetosh Somman Award

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 7291