| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Har Tukda Mere Dil Ka Deta Hai | Asha Bhosle | O P Nayyar | O P Nayyar | Yeh Raat Phir Na Ayegi -1966 | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
har tukda mere dil ka deta hai duhai dil tut gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka deta hai duhai dil tut gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka manjil ko taraste hai aur samne manjil hai kehna hi pada hamko kismat badi katil hai manjil ko taraste hai aur samne manjil hai kehna hi pada hamko kismat badi katil hai chhup chhupke mere haal pe roti hai khudayi dil tut gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka kya dosh hamara tha ham ye na samjh paye dunia teri mahfil me hum aaye to kyu aaye kya dosh hamara tha ham ye na samjh paye dunia teri mahfil me hum aaye to kyu aaye ab kitne janam aur jalaayegi judaai dil tut gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi, aawaz na aayi aawaz na aayi, aawaz na aayi roka hai zamane me har baar milan apna kab nind se jaagoge kab tutega ye sapna roka hai zamane me har baar milan apna kab nind se jaagoge kab tutega ye sapna jaage na agar aap to jaagegi tabaahi dil tut gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi, aawaz na aayi aawaz na aayi, aawaz na aayiTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Minoo Purshottam |
| Lyricists: | S H Bihari, Aziz Kashmiri |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | O P Nayyar |
| External Links: | -- |