Lyric of Hindi song Ham Toh Tere Aashiq Hain

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Ham Toh Tere Aashiq Hain Mukesh, Lata Mangeshkar -- -- Farz (1967) -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

ham to tere aashiq hain sadiyon puraane 
chaahe tu maane chaahe na maane 

ham bhi zamaane se hain tere deewane 
chaahe tu maane chaahe na maane 

aayi hain yu pyaar se jawaaniyaa
ramaan dil mein hai dil mushkil mein hai jaan-e-tamanna 
tere isi pyaar ki kahaaniya
har mehfil mein hain sabke dil mein hain jaan-e-tamanna 
chhedate hain sab mujhko apne begaane 
chaahe tu maane ... 

socho mohabbat mein kabhi haath se 
daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho 
aaisa na ho kaash kabhi pyaar mein 
vaade toote to do dil roothe to to phir kya ho 
ham to chale aaye sanam tujhko manaane 
chaahe tu maane ... 

mast nigaahon se is dil ko 
mast banaaye ja aur pilaaye ja pyaar ke saagar 
dil pe bade shauk se sitamagar 
thes lagaaye ja teer chalaaye ja yaad rahe par 
teer kabhi ban jaate hain khud nishaane 
chaahe tu maane ...

Other Songs from this Movie / Album - Farz (1967)

Song Singer / Singers Lyricist / Lyricists
Happy Birthday To You Mohammed Rafi --
Mast Baharon Kaa Mein Mohammed Rafi --
Tumse O Haseena Suman --

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Mohammed Rafi, Suman
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Subhasis Chakraborty
Classical Tabla Player

Accompanied by Pt. Ajoy Chakraborty
Perform with Pt. Debasis Bhattacharya
Perform with Gopal Karmakar

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 8863