Lyrics
(Kaisa deewana mera hai,
Khwabon se jisne gera hai
Kabhi aata nahin hai saamne
Dil ley liya ek gumnaam ne
Dil ley liya ek gumnaam ne) -2
Gumnaam ajnabi ajnabi -2
(Uski nazar hai mujpar, main usse anjaan hoon
Kaise main pehchaanu, ab tak main nadan hoon) -2
Main sochti hoon kahin nazar wo mujhko aayega -2
Kabhi aata nahin hai samne
Dil le liya ek gumnam ne -2
Gumnaam ajnabi ajnabi -2
(Mehki bahaar hoon main, ya rimjhim barsat hoon
Uski zuban pe aaiyee, shaayed main har baat hoon) -2
Khamoshiyon ki tarha ye dil tanha reh jaayega -2
Kabhi aata nahin hai samne dil le liya ek gumnam ne -2
Kaisa diwana mera hai, khwabon se jisne gera hai
Kabhi aata nahin hai saamne,
Dil ley liya ek gumnaam ne -2
Ek gumnam ne..
Gumnaam ajnabi -2