| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Gore Gaal Pe Kala Til | Pankaj Udhas | -- | -- | Humnashin | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Gore gaal pe kaala til hain - 2 woh ladki badi chanchal hai Deewaana kar dala deewaana mujhe kar dala Kabhi hosh udale jaaye - 2 kabhi neend churaale haaye Deewaana kar dala deewaana mujhe kar dala Gore gaal pe kaala til hai Honth gulaabi chal sharaabi nain hai usake tikhe Usake roop ki dhoop ki aage chaand sitaare phike Use dekh ke koyal gaaye - 2 use dekh ke baadal chaaye Roop bada matwaala - 2 Deewaana kar dala hoy deewaana mujhe kar dala Gore gaal pe kaala til hai Phoolon se wo baatein karati chaandani ke sang khele use dekh ke lag jaate hai geet ghazal ke mele Sangeet khanak uthata hai - 2 har geet mehak uthata hai Wo masti ka pyala - 2 Deewaana kar dala hoy deewaana mujhe kar dala Gore gaal pe kaala til hai Shaayar usape geet likhe aur gaayak tan lagaaye Taar sitaar ke chede saragam aur bansuri gaayein Wo phoolon ki hai wadi - 2 wo pariyon ki shehajaadi Premrang rang dala - 2 Deewaana kar dala hi deewaana mujhe kar dala Gore gaal pe kaala til hai woh ladki badi chanchal hai Deewaana kar dala hi deewaana muzhe kar dala Gore gaal pe kaala til haiTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Aankhain Hai Ya Jaame Sharaab | Pankaj Udhas | -- |
| Ek Husne Benaqaab | Pankaj Udhas | -- |
| Kuchh Bhi Bacha Na Kehne Ko | Pankaj Udhas | -- |
| Sooni Sooni Thi Fiza | Pankaj Udhas | -- |
| Tumse Milkar Hi Yakeen Hota Hain | Pankaj Udhas | -- |
| Zindagi Jaam Se Behlaane Chale Jaayenge | Pankaj Udhas | -- |
| Zulf Ghata Bankar Lehraaye | Pankaj Udhas | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Pankaj Udhas |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |