Lyric of Hindi song Gore Badan Pe Laal Chunriyaan

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Gore Badan Pe Laal Chunriyaan Richa Sharma -- -- Manoranjan - The Entertainment -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

kya baat hain
abhi to tora tanaatan ki boli
badi ho jaayego toh ka chahlvaayegi goli
gajba gajba
laththe gardi baayi??

gore  badan pe laal chunriyaan - 2
phisal rahi hai sabki nazariyaan
gore  badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan
(nikli hoon ghar se - 2) saj ke savar ke
bijli churaane bich bajriyaan
raama ho raama raama raama ho raama - 2
gore  badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan

jhume saara jag masti mein, jab main jhumu??? hole hole, haay - 2
latto jaise jhume karriyaan, jo dekhe dil usaka dole
aaja tujhpe jaan luta doon - 2
??? bole
raama ho raama raama raama ho raama - 2
gore  badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan

sab ki honto pe rehta hai bas mera hi afsaana - 2
iss gore mukhde ka saara shehar huva hai deewaana
koyi maange jaam labon ka
koyi maange aankhon ka paimaana
raama ho raama raama raama ho raama - 2
gore  badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan
gore  badan pe laal chunriyaan
phisal rahi re raama sabki nazariyaan
(nikli hoon ghar se - 2) saj ke savar ke
bijli churaane bich bajriyaan
raama ho raama raama raama ho raama - 8

Other Songs from this Movie / Album - Manoranjan - The Entertainment

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Vinod Rathod, Xenia Ali, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Kalpana, Shreya Ghosal
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Raghavendra Shanbhag
Whistling

Member of Indian Whistlers Association
Member of Int. Whistling Association
Whistled in Many Language Songs

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 34150