Lyric of Hindi song Ek Bewafaa Hai

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Ek Bewafaa Hai Sonu Nigam -- -- Bewafaa -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

yu nafrat se na kaaton ko dekho kaam aayenge
phakat phoolon se aai gul dosti achi nahi hoti

mera dil jis dil pe fida hai 2
ek bewafaa hai 4
ha mohabbat ki ye saza hai 2
tu bewafaa hai 4
mera dil jis dil pe fida hai 2
ek bewafaa hai 2
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai

koi sheesha agar tute
badi aawaz hoti hai
magar dil tut jane ki
sada koi nahi sunta
main deewana main deewana 
main deewanapan karta hu
uski yaadon main jita hu
uski chaahat main marta hu
kya haal hai mere is dil ka
bedard hai woh kya janegi
main laakh use samjhaoonga
phir bhi na kehna manegi
kitni jaalim uski ada hai - 2
tu bewafaa hai - 2
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai
mera dil jis dil pe fida hai 2
ek bewafaa hai - 2
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai

use bhi neend na aaye
woh bhi jaage tamam raat 
woh bhi kisike pyaar main
tadpe khuda kare
usne mujhko tadpaye hai
mai bhi usko tadpaoonga
main aaj bhari is mehfhil main
usko ruswaa kar jaoonga
woh sar ko jhukaye baithe hai
dekho gairon ki bahoon main
har ghadi mujhe jiska nasha hai
tu bewafaa hai - 2
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai
mera dil jis dil pe phida hai 2
ek bewafaa hai - 2
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai

Other Songs from this Movie / Album - Bewafaa

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Udit Narayan, Lata Mangeshkar, Shaan, Asha Bhosle, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Sapna Mukherjee, Gulam Ali
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Keshav Prasad
Performing Artist

One among Top 20 in Indian Idol4
Finalist in Voice of Bangalore 2008
Awarded by the Indian Ambassador to Bahrain as "The Rising Star"

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 17472