Lyric of Hindi song Ek Baar Jana

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Ek Baar Jana Javed Ali, Madhushree, Devchand Ghandhvi, Keerthi Sagathia Viju Shah Viju Shah Yun Hota Toh Kya Hota -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

chaaro taraf bikhre hai 
durr saar hamse
dard se paraya aadmi
na wahaan kahi koi kami hai
kya zameen kya aasmaan 
sabse haseen hai woh jahaan
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

arey jo gaya wahi ka ho gaya
usmein hai kashish badi ghazab ki
uski roshani mein kho gaya
uski aarzoo hai kuchh ajab si
ek baar jo jaaunga main
waapas na aaunga main
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

husn ki bahaar milegi 
gori gori hongi goriyaan
ishq ki kali bhi khilegi
baandh lena dil ki doriyaan
chaahoge jo paaoge woh 
kehna mera maan lo
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab

Other Songs from this Movie / Album - Yun Hota Toh Kya Hota

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Om The Fusion Band, Shaan, Shreya Ghosal, Sunidhi Chauhan, Kunal Ganjawala
Lyricists: Sameer
Film Director: --
Music Director: Viju Shah
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

K.N.P. NAMBISAN
Percussion Player

Rashtra Gaurav Puraskar 2002 from Maharashtra
Received B-Grade from All India Radio, Trichur, Kerala
Chosen for the BEST CITIZENS OF INDIA AWARD

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 15563