Lyric of Hindi song Dushman Mera

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Dushman Mera Shankar Mahadevan, Sunitha Sarathi Shankar, Ehsaan & Loy Shankar, Ehsaan & Loy Don 2 -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Koi jaane naa ye kaisi aag hai
Ye mere dil ko dasta kaisa naag hai
Har ghadi main jisko dhoondoon
Haan kahin na kahin toh
Mujhko mil hi jaayega Dushman Mera

Mujhe dhoondna aasaan hai kahaan
Zameen dekh lo yaa aasmaan
Main ik pal yahaan
Main ik pal hoon wahaan
Nahin paaoge mera nishaan
Jo koi bhi mujhko dhoonde
Woh kuch naa paayega
Dil mein hi woh dil ke armaan
Wapas le jaayega
Samjhe zara Dushman Mera

Inn aankhon mein hai kaisi jwala
Iss ko mat bujhne dena 
Sun lo mera kehana
Gusse mein kitni dilkash lagti ho tum
Jab tak bhi reh paao tum
 Gusse mein hi rehna aa....

Mera gussa toh dekhoge ek din
Mere dil mein kya hai Janoge ek din

Tum se main itna keh doon 
Woh din jab aayega
Dil mein hi woh dil ke armaan 
Wapas le jaayega
Samjhe zara Dushman Mera.

Heere jo lagte hain woh mumkin hai angaare ho
Chingari lagte hai jo ho sakta hai taare ho
Aankhein dhokha khati hai
Ye kis ko pata nahi
Jaane kya hai yahaan
Jaane yahaan kya nahi
Hai yeh maya

Chehre hain sab ek se
 Tu kaise pehchanega
Dushman hai yaa dost hai
Tu kaise ye jaanega
 Aankhein dhokha khati hai
Ye kis ko pata nahi
Jaane kya hai yahaan
 Jaane yahaan kya nahi
Hai yeh maya
Hai yeh maya
Hai yeh maya...

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Shahrukh Khan, Vishal Dadlani, Anushka Manchanda, Usha Uthup, Raman Mahadeven, K. K., Kshitij Wagh, Mani Mahadevan, Siddharth Mahadevan, Sunitha Sarathi
Lyricists: Javed Akhtar
Film Director: --
Music Director: Shankar, Ehsaan & Loy
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Sitarist Subrata De
Sitar Exponent

SITARIST at ICC BANGKOK
promotion of classical art forms
General secretary - SWARANJALI

Registered Users

Featured Album