| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Duniya Mein Nahin Koi Yaar | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | -- | -- | Amber-1952 | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
lata: duniyaa mein-2 duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar zamaana sach kehata hai-2 yahaan karnaa kisi se pyaar hai bekaar zamaana sach kehata hai-2 rafi: dukh-dard ka hai bazaar ye sansaar zamaana sach kehata hai-2 milana hai yahaan dushwaar dil ko qaraar zamaana sach kehata hai-2 lata: kar gaye who bhi ham se kinaara jin ko basaaya mann mein pyaar ki baazi jeet saka hai koi na is jeevan mein-2 hoti hai yahaan har bar dil ki haar zamaana sach kehata hai-2 rafi: kismat ne majboor banaakar chheen liya sukh ham se kaaya ki is qaid mein aa kar koun bachaa hai gham se-2 chalate hai yahaan par vaar, gham ke hazaar zamaana sach kehata hai-2 lata: duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar zamaana sach kehata hai-2 Posted by: p u r n i m aTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Ham Pyaar Tum Hi Se | Lata Mangeshkar | -- |
| Hum Tum Ye Bahaar | Lata Mangeshkar | -- |
| Tutegi Na Pyaar Ki Dor | Lata Mangeshkar | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |