Lyric of Hindi song Donon Hi Mohabbat Ke

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Donon Hi Mohabbat Ke Altaf Raja -- -- Tum Toh Thehre Pardesi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

donon hi mohabbat ke jazbaat mein jalte hain 
vo barf pe chalte hain ham aag pe chalte hain 
ehsaas ki shikast se kuch ashq nikalte hain 

zindagi hai aur dil-e-naadaan hai 
kya safar hai aur kya saamaan hai 
mere gamon ko bhi samajh kar dekhiye 
muskura dena bahut aasaan hai 
ehsaas ki shikast se ... 

ye barf ke tukade hain garmi se pighalte hain 
ek raat thahar jaayen ham ghar mein tere lekin 
tumhaare ghar darwaaja hai lekin tumhein khatre ka andaaza nahi hai 
hamein khatre ka andaaza hai lekin hamaare ghar darwaaza mein nahi hai 
ek raat thahar jaayen ... 

mere kaam ka hai na duniya ke kaam ka 
are dil hi tumhen kuda ne diya das graam ka 
ek raat thahar jaayen ... 

chhat par na sula dena ham neend mein chalte hain 
chori ki mohabbat mein aksar yahi hota hai 
aadami ka hai aajkal haal ek sahami si chaah ho jaise 
aur log yoon chhup ke pyaar karte hain ki pyaar karna gunaah ho jaise 
chori ki mohabbat mein ... 

yoon to hansate hue ladkon ko bhi gam hota hai 
kachchi umron mein magar tajurba kam hota hai 
chori ki mohabbat mein ... 

darawaaze se jaate hain khidaki se nikalte hain 
jis din se hui shaadi ye haal hamara hai 
haldi se darte hain mehandi se ghabrate hain 
ummeed-e-vafa rakhen kya unse bhala koi 
na jikra keejiye meri ada ke baare mein 
aur suna hai vo bhi mohabbat ka shauk rakhane lage 
jinhen khabar hi nahi vafa ke baare mein 
ummeed-e-wafa rakhen ... 

kapdon ki tarah na jo chehare badalte hain 
donon hi mohabbat ke ...

Other Songs from this Movie / Album - Tum Toh Thehre Pardesi

Song Singer / Singers Lyricist / Lyricists
Kabhi Toh Shaam Dhale Altaf Raja --
Tum Toh Sagar Jaisi Altaf Raja --
Woh Bhi Anjaan Thi Altaf Raja --

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Altaf Raja
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Anjana Bhushan
Bhartanatyam Exponent

Nrithya Chandrika from UNESCO clubs
Visitha vanitha -2009, Vishakapatnam
Natyasri from dancers guild

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 3219