Lyric of Hindi song Dhadke Mera Dil Mujhko

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Dhadke Mera Dil Mujhko Shamshad, Chorus -- -- Babul -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

sha : ( dhadke mera dil mujhko jawaani raam kasam na bhaaye 
bachpan yaad aaye 
ko : ho bachpan yaad aaye )  -2 

sha : ho o o 
ko : ho o o 
sha : rum-jhum aai hai aai hai 
sha : ho o 
ko : rum-jhum aai hai aai hai 
sha : ho o 
saawan ki rut albeli 
ko : saawan ki rut albeli 
sha : baadal garje bijali chamke 
ko : baadal garje bijali chamke 
sha : kaise rahu main akeli 
ko : kaise rahu main akeli 
sha : ho kaise rahu main akeli 
kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye 
bachapan yaad aaye 
ko : ho bachapan yaad aaye 

sha : ho o 
ko : o o 
sha : ek to thandi pawan chale, pawan chale 
ho o o o 
ko : ek to thandi pawan chale, pawan chale 
sha : ho o 
aur dil khaaye hichakole 
ko : aur dil khaaye hichakole 
sha : dooje mundere kaaga bole 
ko : dooje mundere kaaga bole 
sha : sun ke mera man dole 
ko : sun ke mera man dole 
sha : ho sun ke mera man dole 
bal-bal jaaun kaaga par jo pee ka sandesa laaye 
bachapan yaad aaye 
ko : ho bachpan yaad aaye 

sha : dhadke mera dil mujhko jawaani raam kasam na bhaaye 
bachapan yaad aaye 
ko : ho bachapan yaad aaye

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Shamshad, Talat, Naushad, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Talat Mahmood
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Rajashri Shekar
Bharatnatyam Dancer

Perfomred Bharatnatyam in Serveral cities in India
Peformed in Festivals of India
Diploma in Bharatanatyam from the Faculty of Performing Arts,Baroda

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 49776