Lyric of Hindi song Dekho Veer Jawanon Apne

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Dekho Veer Jawanon Apne Kishore Kumar -- -- Aakraman -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Meri Jaan Se Pyare Tujko Tera, Desh Pukara Ja,
Ja Bhaiya Ja Beta Ja Mere Yaara Ja
( Dekho Veer Jawanon Apne Khoon Pe Yeh Ilzaam Na Aaye )- 2
Varna Kahenge Mere Bete Waqt Gaya To Kaam Na Aaye
Dekho Veer Jawanon Apne Khoon Pe Yeh Ilzaam Na Aaye
Dekho Veer Jawanon..

[ Dekho Veer Jawanon Apne Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

( Hum Pahele Bharatwasi )- 2, Phir Hindu Muslim Sikh Isai, 
Hum Pahele Bharatwasi, Naam Juda Hai
Toh Kya Bharat Maa Ke Sab Ek Hai Bhai
Abdul Uske Bachon Ko Pahley, Jo Ghar Wapas Ram Na Aaye
Dekho Veer Jawanon Apne Khoon Pe Yeh Ilzaam Na Aaye
Dekho Veer Jawanon..

( Andha Beta Yudh Pe Chala, Toh Na Ja Na Ja Uski Maa Bholi )- 2
Wo Bola Kam Kar Sakta Hoon, Main Bhi Dushman Ki Ek Gholi
Jikrar Shaheedon Ka Ho To Kyou, Un Mein Mera Naam Na Aaye
Dekho Veer Jawanon Apne Khoon Pe Yeh Ilzaam Na Aaye
Dekho Veer Jawanon..
( Aacha Chaltey Hain )- 2, Kab Aayegenge Yeh Kahena Muskil Hoga
Tum Kaheti Ho Khat Likna, Khat Likne Se Kya Haasil Hoga
Khat Ke Saath Vanbhoomi Se Vijay Ka Jo Paigaam Na Aaye
Dekho Veer Jawanon, Apne Khoon Pe Yeh Ilzaam Na Aaye 
Varna Kahenge Mere Bete Waqt Gaya To Kaam Na Aaye
Dekho Veer Jawanon, Apne Khoon Pe Yeh Ilzaam Na Aaye

[ Dekho Veer Jawanon Apne Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Other Songs from this Movie / Album - Aakraman

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Subhasish Bhawal
North Indian Classical Vocalist

The Most Promising North Indian Classical Vocalist
Award ‘Briz Madhuri Samman’ ‘Sangeet Anjalee’
First Class Honours Graduate with Classical Music

Registered Users

Featured Album