Lyric of Hindi song Darbaar Koi Lag Jaaye Na Kahin

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Darbaar Koi Lag Jaaye Na Kahin Arun Daga -- -- Jeena Tere Bina - Arun Daga -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

darbaar koi lag jaaye na kahin - 2
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon 
aise mera saath na chhodiyon
ashqon ka karam ho jaaye na kahin - 2
aise tu mukh na modiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon 
aise mera saath na chhodiyon

takhton ki malkiyat aankhon mein damakati hai - 2
darkhaton ki rehmiyat raahon mein tarasati hai
koi aas laga baitha hai, koi dur chipa baitha hai - 2
meri ruh tadap jaaye na kahin - 2
aise bandhan na todiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin - 2
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon 
aise mera saath na chhodiyon

jakhmon ki aah tak saansein bhi sisakati hain - 2
khaayishon ki chaah tak chaahate tadapati hai
koi dard bhula baitha hai, koi shool chubha baitha hai - 2
meri ruh tadap jaaye na kahin - 2
aise bandhan na todiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin - 2
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon 
aise mera saath na chhodiyon
ashqon ka karam ho jaaye na kahin - 2
aise tu mukh na modiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon 
aise mera saath na chhodiyon
kimat yeh teri gir jaaye na kahin
aise kabhi haath na jodiyon, na jodiyon
aise kabhi haath na jodiyon
aise mera saath na chhodiyon

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Arun Daga
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Swarnadip Chatterjee
Singer

I performed in the presence of the maestroes like Ustad Zakir Hussain
I also performed in some classical and semi-classical conferences
In decenial celebration of Shrutinandan

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 12890