Lyric of Hindi song Chahe Naina Churaaon

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Chahe Naina Churaaon Talat, Lata Mangeshkar -- -- Aas -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Talat : chaahe nainaa churaaO
chaahe daaman bachaaO
pyaar ho ke rahegaa (2)
Lata : chaahe nainaa churaaO
chaahe daaman bachaaO
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……

Talat : arey ye anjaane raaste  ye nagari anjaani
Lata : ho O ye anjaane raaste   ye nagari anjaani
Talat : arey is chakkar se naa bache    kyaa gyaani  kyaa dhyaani
Lata : ho O is chakkar se naa bache     kyaa gyaani  kyaa dhyaani
Talat : tum in pyaar ki galiyon se chaahe       bach bach ke jaao
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……

Talat : arey is duniyaa ki bheeD mein   aa O ge akele
Lata : ho O is duniyaa ki bheeD mein    aa O ge akele
Talat : arey aate hi lag jaayenge       armaanon ke mele
Lata : ho o aate hi lag jaayenge        armaanon ke mele
Talat : man ke raaj mahel mein chaahe   parde giraao
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……

Talat : arey kahene ko to pyaar pe      martaa hai zamaanaa
Lata : ho O kahene ko to pyaar pe       martaa hai zamaanaa
Talat : arey lekin apni haar se Dar taa hai zamaanaa
Lata : ho O lekin apni haar se  Dar taa hai zamaanaa
Talat : tum ye pyaar kaa taraana chaahe gaao na gaao
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……

Posted By: Purnima

Movies or Album

Film cast: --
Singers: --
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Tamal Sen Sharma
Abstract Painter

Sangeet Ratna , Bronze medalist,
Sangeet Bivakar, Silver medalist
Indian Abstract Painter

Registered Users

Featured Album