Lyric of Hindi song Bolo Bolo Kutch To Bolo

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Bolo Bolo Kutch To Bolo Mohammed Rafi, Asha Bhosle -- -- Zamane Ko Dikhana Hai -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

aa: haiyaa haiyaa haa aa haiyaa haiyaa
bolo bolo kuchh to bolo, saamne vaale le gaye baazi
arrey himmat karke aage aao, duniyaa hogi tumse raazi
arrey haeeyaa haeeyaa haa aa haeeyaa haeeyaa

o ho ho, bolo bolo kuchh to bolo, saamne vaale hey le gaye baazii
arrey himmat karke aage aao, duniyaa hogi tumse raazi
haiyaa haiyaa haa aa haiyaa haiyaa
dekho gayaa vaqt aataa dubaaraa nahin
phir ye na kahnaa kisi ne pukaaraa nahin
ho o o o o.. dekho gayaa vaqt aataa dubaaraa nahin
phir ye na kahnaa kisi ne pukaaraa nahin
ho bolo bolo, bolo!
kuchh to bolo, saamne vaale le gaye baazi
haiyaa h_iyaa haa aa hai
*Speaks:* Comeon yaar

ra: poochho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa
chak chak chacha cha chaa

poochho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa -2 
tumpe to ham mar miTe hain abhi se
jaane hamaaraa aage kyaa hogaa 
ayya ya-yaa yaa yaa yaa yaa yaa

chorus: ru ru ru ru ru ru
ra: tumne pyaar se hamko ek baar, kah Daalaa hai yaar to nibhaa denaa
itnaa beqaraar koi bhi nahin, dekho meraa haal dekhte ho naa
dekho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa
tumpe to ham mar miTe hain abhi se
jaane hamaaraa aage kyaa hogaa
poochho na yaar kyaa huaa..

chorus: o haa, o haa, hey hey hey hey, hey-hey-hey-hey-hey-hey-hey

ra: dil pe thaa hamen kitnaa aitbaar, tumse kyaa kahen ham ye afsaanaa -2
koi gulbadan, koi naaznin, kar saktaa nahin hamko deevaanaa aa aa 
vo aitbaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa
tumpe to ham mar miTe hain abhi se
jaane hamaaraa aage kyaa hogaa
poochho na yaar kyaa huaa, aee yaee yaee yaa, yaee yaee yaa
ra, ko: la la la la, la la la -4

Other Songs from this Movie / Album - Zamane Ko Dikhana Hai

Song Singer / Singers Lyricist / Lyricists
Dil Lena Khel Hai Dildar Ka -- --
Pari Ho Aasmani Tum Asha Bhosle --

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Shailendra Singh, Asha Bhosle
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Kalamandalam G.K.
Kathakali Dancer

Junior Fellowship, Govt. of India
Scholarship, Govt. of India
South Zone Cultural center Artist

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 25986