Lyric of Hindi song Bhanwara Madhuban Mein Mat Ja

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Bhanwara Madhuban Mein Mat Ja Surendra Nath -- -- Bharthari -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

e bhanwara
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban mein mat ja
abhi kamal ki kali khili na  - 2
tu kyuun guunj raha re bhanwara  - 2
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban mein mat ja

ruup-rang ka lobhi-rasiya  - 2
sab ke gun mat ga o rasiye
sab ke gun mat ga
neh laga le ek kali se  - 2
kali-kali mat ja re bhanware  - 2
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban mein mat ja

kis kaaran tu pad gaya kaala  - 2
itani baat bata o rasiya
itani baat bata
udana sikha nahin kali ne  - 2
man mein dhiraj la re bhanwara  - 2
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban mein mat ja

Other Songs from this Movie / Album - Bharthari

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Surendra Nath, Amirbai Karnataki, Jahanara Kajjan
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Avikdada
Singer/band Leader

Bollywood Song
Bengali Song
Specialist Karaoke Singing

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 26583