Lyric of Hindi song Be Intehaan

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Be Intehaan Sunidhi Chauhan, Atif Aslam Pritam, Atif Aslam Pritam, Atif Aslam Race 2 -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Suno na kahe kya suno na
Dil mera suno na suno zara
Teri baahon me mujhe
Rehna hai raat bhar
Teri baahon me hogi subah

Be intehaan be intehaan
Yun pyar kar, be intehaan
Dekha karun saari umar
Tere nishan, be intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar, be intehaan

Jab saanson me teri
Saansen ghuli toh phir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Aa baahon me teri aake
Jahaan do yun simatne lage

Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hun main aagosh me
Tu bhi kahaan ab hosh me
Makhmali raat ki ho na subah
Be intehaan, be intehaan
Yun pyar kar be intehaan

Gustakhiyan kuch tum karo
Kuch hum karen is tarah
Sharma ke do saayen hai jo
Muh ferle hum se yahaan

Haan choo toh liya hai ye jism tune
Rooh bhi chum le
Alfaaz bhige bhige kyyun hai mere
Haan yun choor hoke majboor hoke
Katra katra kahen
Ehsaas bhige bhige kyun hain mere
Do bekhabar bhige badan
Ho besabar bhige badan
Le rahe raat bhar angdaiyaan

Be inteha, be inteha
Yun pyar kar, be intehaan
Dekha karun saari umar
Tere nishan, be intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar be intehaan

Other Songs from this Movie / Album - Race 2

Movies or Album

Film cast: --
Singers: K. K., Shefali Alavres, Yo Yo Honey Singh, Benny Dayal, Shalmali Kholgade, Atif Aslam, Vishal Dadlani, Anushka Manchanda, Ritu Pathak, Michie One
Lyricists: Prashant Ingole, Mayur Puri
Film Director: --
Music Director: Pritam, Atif Aslam
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Dharmendra Bhattji
Mandolin & Keyboard Artist

Certified artist for Doordarshan & Akashwani9
Director, Radhemusic Orchestra
Mandolin, Keyboard & Indian Classical Vocal Teacher in Ahmedabad, India.

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 19302