Lyric of Hindi song Banaras Ka Paan

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Banaras Ka Paan Kalpana Roop Kumar Rathod Roop Kumar Rathod Life Express -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

sola baras jab thi mori umariya (mori umariya)
saare sheher ki thi mujh pe najariya (mujh pe najariya)

sola baras jab thi mori umariya
saare sheher ki thi mujh pe najariya
huwa kamaal...
huwa kamaal, main jawaan hogai
main jawaan hogai, main jawaan hogai
Allah, banaras ka paan hogai (x5)
Saiyyaan, banaras ka paan hogai


chal jaey bandooq japna pe more
naina laraaoun to mar jaeyn chore
[repeat]
huwa kamaal...
huwa kamaal, meri jawaani toofaan hogai
main jawaan hogai, main jawaan hogai
Allah, banaras ka paan hogai (x2)
Saiyyaan, banaras ka paan hogai
Allah, banaras ka paan hogai (x3)


har koi samjhe mujhe apni laila
koi balap mora, koi hai chaila
[repeat]
huwa kamaal...
huwa kamaal, main sab ka dil, sab ki jaan hogai
main jawaan hogai, main jawaan hogai
Allah, banaras ka paan hogai (x6)
Allah.......!!!

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Udit Narayan, Shreya Ghosal, Roop Kumar Rathod, Jagjit Singh, Chorus, Kalpana
Lyricists: Shakeel Azami, Shakeel Azmi
Film Director: --
Music Director: Roop Kumar Rathod
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

SHAILENDRA MISHRA
Tabla Player

representative of banaras and farukhabad gharana.
regularly featured artist at both national and international levels.
has played with stalwarts of indian music and with other styles too.

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 19277