| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya (Female) | Shreya Ghosal | Ustaad Shujaat Husain Khan, Shaarang Dev Pandit | Ustaad Shujaat Husain Khan, Shaarang Dev Pandit | Mr. Singh Mrs. Mehta | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
baarhaan dil mein ik sawaal aaya - (2) aaj socha toh yeh khayaal aaya baarhaan dil mein ik sawaal aaya aaj socha toh yeh khayaal aaya do kadam saath bas chale tum hum hum safar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya kisane socha tha din yeh aayenge apane saaye bhi chhut jaayenge main n ajaanu mujhe khushi hai ya ghum humsafar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya aaj socha toh yeh khayaal aaya do kadam saath bas chale tum hum hum safar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya dil hai bejaar jism bejaan hai koyi ehsaas hi nahi baaki na yeh aankhein yeh sochake huyi num humsafar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya aaj socha toh yeh khayaal aaya do kadam saath bas chale tum hum hum safar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aayaTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Udit Narayan, Shreya Ghosal, Richa Sharma, Roop Kumar Rathod, Ustad Shujaat Husain Khan, K. K. |
| Lyricists: | Amitabh Varma |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | Ustaad Shujaat Husain Khan, Shaarang Dev Pandit |
| External Links: | -- |