Lyrics
na meri chali na dil ki chali jo chale so chalti (x2)
aaghaaz wohi, anjaam wohi, yeh kis ghalti hai
aisa hota tha, aisa hota hai, aisa hi hota hai (x2)
dhoop charhe jo deewaar par, yaad jo aey to kya karain
log to uth ke chal diye, saaya na jaey to kya karain
aan pari hai ab woh ghari, na bane hi banti hai (x2)
aaghaaz wohi, anjaam wohi, yeh kis ghalti hai
aisa hota tha, aisa hota hai, sau tola sach hai
do badan do roohain thi, aik zamaane mein aik thay (x2)
haan wafa mein koi dosh tha, bewafa to saare naik thay
nazar ka taar koi torr le to chot si lagti hai (x2)
aaghaaz wohi, anjaam wohi, yeh kis ghalti hai
aisa hota tha, aisa hota hai, aisa hi hota hai (x2)