| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Abhi Toh Saji Hain | Lata Mangeshkar | Kundan Lal Saigal | Kundan Lal Saigal | Zindagi | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
abhi to saji hai muraadon ki duniya - 2 abhi se ye duniya mitaayenge kaise kahaani adhoori hai aur raat baaki chiraag-e-tamanna bujhaayenge kaise ( umangen jawaan hain mohabbat jawaan hain abhi jaan dene ki fursat kahaan hain ) - 2 bahaaron ke din hain bahaaron ki raaten kizaan ko gale se lagayenge kaise abhi to saji hain ( hansa kar rulaana bana kar mitaana kahi tujh ko zaalim na samajhe zamana ) - 2 jo insaaf tera nahi hain to maalik tere saamane sar jhukaayenge kaise abhi to saji hain muraadon ki duniya abhi se ye duniya mitaayenge kaise abhi to saji hainTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, K. L. Saigal |
| Lyricists: | Kidar Sharma |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | Kundan Lal Saigal |
| External Links: | -- |