Lyric of Hindi song Aawaara Paagal Hawa Ka Jhonka

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Aawaara Paagal Hawa Ka Jhonka Tina Munim -- -- Justjoo -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

(aawaara paagal hawa ka jhonka
yeh shaayaraana deewaana dil hai)-  2
tumhaari yaadon mein uljha baitha
hamaara dil toh deewaana dil hai
(aawaara paagal hawa ka jhonka
yeh shaayaraana deewaana dil hai) - 2

(jhatak ke julfein giraayi bijali
nazar churaake kyun ja rahe ho) - 2
(kareeb aao toh hum bhi ji le
tadap raha jo deewaana dil hai) - 2
aawaara paagal hawa ka jhonka
yeh shaayaraana deewaana dil hai

(jhukaayi palkein toh raat aayi
uthaake palkein subah bulaayi) - 2
tere ishaaron ka aisa jaadu
dhadak raha jo deewaana dil hai
(aawaara paagal hawa ka jhonka
yeh shaayaraana deewaana dil hai) - 2

(tu saamane aa didaar karloon
bharosa saanson ka kuchh nahi) - 2
(ghazal hamaari labon se chhu lo
machal raha jo deewaana dil hai) - 2
(aawaara paagal hawa ka jhonka
yeh shaayaraana deewaana dil hai) - 2

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kunal Ganjawala, Tina Munim
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Dr. ACHARYA JAIMINI
Sitar Maestro

(A.B.I.) U.S.A. Awarded him “MAN OF THE YEAR MEDAL
National Excellency Award-2008, Plaque of Honour
Sitar recordings preserved in preservation libraries (Germany / Spain)

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 22016