Lyric of Hindi song Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai Kishore Kumar, Asha Bhosle, Rahul Dev Burman -- -- Yaadon Ki Baaraat (album) -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Aapke kamre mein koi rehta hai / ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai / ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai / ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai / ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Hum aaj udhar se nikale to, bade intazam se
Gira raha tha koi parda, haye sare-shaam se
Udhar aap ki photo se, saji deewaar pe
Padaa hua tha ek saya, bade aaraam se
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Magar jo ek din main guzri, gali mein sarkaar ki
Tabhi se chalti hai dil pe, haye talwaar si
Dabi dabi halki halki, hasi ki tanaav mein
Machal rahi thi chudi bhi, haye chankaar si
Yeh na samjho koi gafil rehta hai 

Ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai
La la la la aapke
Na na aapke
Na na na 
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Agar main kahu jo dekha, nahi tha woh koi kwaab
Padaa tha table pe chasma, woh kiska janaab
Gore gale mein woh muffler, tha kis hasin ka
Zara haath dil pe rakh ke, humen dijiye jawaab
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Dil mil gaye to hum khil gaye 
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah 

Dil mil gaye to hum khil gaye 
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah 

Yaaro ke liya / haa
Hai meri dua / haa
Aa jaaye woh din, gale milke beete jawani
Tumko bhi mile haa
Din bahaar ka haa
Raat bahaar ki, yunhi jhoome yeh zindagani 

Dil mil gaye to hum khil gaye 
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah 

Dum maro dum
Meet jaaye gum
Bolo subah sham
Hare krishna hare ram 

Hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram

Other Songs from this Movie / Album - Yaadon Ki Baaraat (album)

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Shivangi, Padmini Kolhapure, Lata Mangeshkar
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

KRISHNA BALLESH
Shehnai Artist

Disciple of BHARAT RATNA USTAD BISMILLAH KHAN
SON & DISCIPLE OF PANDIT S.BALLESH (Senior Disciple of Ustad Bismillah khan
Played for MAESTRO'S LIKE AR.RAHAMAN,MAESTRO ILLAYARAAJA

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 36153